Wednesday 30 October 2013

नजरें

तेरी तीखी नजरों ये ख़ंजर, नखरे की ये नजर, उफ़ ये मंजर ।
जुल्फों ने बढ़ाई ये बेकरारी कैसी, रुख पर तेरे ये पहरे के मंजर ॥

तेरी इस नजर की खातिर, कितनी बार न जाने
उसने बदले खुद के मंजर ।

शरारती नजरों को छिपाती निगाहें तेरी, कहे ना लफ्जों से
दानिश नजर बयाँ करती है खुद अपने मंजर॥...

Friday 25 October 2013

अखरना !

उसका होना ना होना इतना अखरता नहीं है मुझे,
जितनी तेरी ये बात अखर जाती है।

किसी ना किसी बहाने ये पूछ लेना कि
 "क्या अब भी मुझे उसकी याद आती है ?"

Thursday 3 October 2013

Khata ......

Unhen chahne ki khata meri hai,
Bas unhen ishq karne ki khata meri hai.

Vo sab keh jate hain un isharon se,
Alfaz labo pe lane ki khata meri hai.

Unhe ishq ne khudai baksh di,
Bas shaitaniyan karne ki khata meri hai.

Vo sharmate bhi is ada hain ki khabar dusre ko na ho,
Bas ishq ko ruswah karne ki khata meri hai.

Shauk nazaro se pine ka unhe bhi hai vaiz,
Bas shauk unki nazaro me doobe rehne ki khata meri hai.

Vo akhtiyar karte koi nakab nahi,
Ishq me bhi hazar chehre rakhne ki khata meri hai.

Unki nazar-e-inayaton pe jinda hoon main yahan,
bas unki dhadkan ke sahare saans lene ki khata meri hai.


Usi ki yaado me doobe rehne me mashgool hoon main,
Na yaad karu jo usko Danish, din na gujar paane ki khata meri hai.